Zara asman mai to dekhun Kitna ucha hai wo
Khud ko dekhun kitna nicha hun mai
Zamane ki bheed mai tum bhi akele hum bhi akele
Zara khud ko to dekhun mehfil mai kitna akela hun mai
Waqt hai bahut samaye nahi hai

Zara upar to badein kitna niche hun mai
Zara asman mai to dekhun Kitna ucha hai wo
Khud ko dekhun kitna niche hun mai
Asman bahut ucha hai thoda nicha to kerke dekhun
Samaye ka fer hai zara upar to uthkr dekhun
Waqt bhi aayega samaye bhi aayega
Zara asman mai sidi laga kr ke to dekhun
Zara asman mai to dekhun Kitna ucha hai wo
Khud ko dekhun kitna nicha hun mai